Sri Leela

                   Jai Sachidanand Ji 

https://www.youtube.com/c/श्रीसतगुरुभजनचैनलनमनगुरुमुखीजी

                     Sri Leela ✋✋

Ek Bar Bhagtni shri darsano ke liye Shri anandpur gaye the vaha ka nazare dkh veh anandit ho gyi thi .

Shaam ko bheta pooja ke liye unhe vishal darshan bhavan jana tha 

Bheta pooja ke liye line main lage lage unke mann main vichaar aaya ki main shri guru maharaj ji ke liye biscuits ke packet le aati toh acha hota yeh vichaar unke man main hi aaya to choch woha kya dikhti hai ki ek sunder sa bacha aata hai vo bhagtani ke haatho main biscuits ke packet dekar chala jaata hai.


Voh bacha kon tha vo khud hamare shri guru maharaj ji the jo mann ki baath per lete hai aur unhe poora kar dete hain.

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Prem sahit milkar Boliye Jai Kara Bol Mere Sri Gurumaharaji ki Jai  .....

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Or Leela sunne ke lya hamare YouTube Channel ko SUBSCRIBE kerna ji or hamare Blogger page ko follow jarure kere ji .

Dhanyawad hoga ji Ap Pramiyo ka

Comments

Popular posts from this blog

टेक :— मुझें इतना प्यारा गुरु मिला,गुरु का, सोहणां दरबार मिला-२,

टेक :– तुम हमारे थे प्रभु जी, तुम हमारे हो..तुम हमारे ही रहोगे,ओ मेरे प्रीतम -२,

Sri Sarup banaya hai Sri darshan didar 🙏🙏